Ajnabee ek chehra, ankhon ka hoor ho gaya;
Dekhte hi dekhte wo dil ka mehman ho gaya.
Uski madbhari aankhon mein ghum ho gaya;
Deedar-e-yaar se to main deewana ho gaya.
Mere pyaar ke izhar se uska ikraar ho gaya;
Aur dheere dheere mein uski jaan ho gaya.
Baat, baat se behs, behs se takraar ho gaya;
Hamare beech mein ek bada sa fasla ho gaya.
Wo juda ho gaya, mujhse khafa ho gaya;
Main uski nigaah mein gunehgaar ho gaya.
Pata hi nahi chala kab hum se mein ho gaya;
Wo hassen chehra phir se ajnabee ho gaya.

No comments:
Post a Comment